8 March ko Women Day Puri Dunyia Mein celebrate kia jata hai
aj ka Din Oraat ki Ehmiate ko Ojagar krta hai
Islam mein Oraat ko bohat he Zayda Ehmiate di gi hai
Islam ne Oraat ko Pardy mein Rakha hai isi wja se Hum sab ko Oraat ki Izaat krni Chahaiye
Oraat 1 Maa B hai
Oraat 1 Bivi B hai
Oraat 1 Behan B hai
Oraat 1 Beti B hai
aj ki Oraat Puri Dunyia mein Mukhtlif Shoboon mein apni Qableet ki wja se Mardoon k Barabar
kam kr rahi hai
Oraat ka Maqaam bohat uncha ha Islam mein
Lykin BadQismti se
Magrib mein aj ki Oraat ko Haqeer samja jata hai
Magrib ki jo Oraat hai
Na wo kisi ki bivi hai Na wo kisi ki Behan hai Na wo Kisi ki Beti hai or Na Maa hai
Lykin
Islam mein Oraat ko bohat he Zayda Ehmiate di gi hai
Hadees
Hazrat Muhammad (S.A.W) Azwaj-e Muhtraat k saath kam krny mein un ka Haath Batahty thy
Apny Kaproon ko kud Pewand lgaty
Dekho mery Nabi ki shan
Ap (S.A.W) ne ye sab Humary liye kia Ta k meri Umaat Apni Ortoon k saath hamesha
Acha Salook kry
Oraat se Pyare krna Sikhy
Oraat aik Kamzoor jinas hai
Oraat aik Misal hai
Oraat Kya Hai
Oraat wo hoti ha jo Apny ghr bar ko bri achi tarhana se chalati hai
apny Rishtoon ko achi tarhana se Nabati hai
Chootoon ka khyale rakhti hai Or Barhoon ka Adab krti hai
Muskil any pe kabi b Mayous nahi hoti or Hamesha Allah ki Zaat pe Barohsa krti hai
kisi ki Chugli krti nahi krti kisi ki Gibaat nahi krti
Hamesha Apna Dil saaf rakhti hai Dosroon k liye
Oraat Aik beti hai tu Rehmat hai
Behan hai tu Dua hai
Bivi hai tu Rooh ka Sakoon hai
Maa ha tu Janat hai
Dost ha tu ek Razz Dar hai
kiyou k Oraat Be Misal hai
No comments:
Post a Comment