"rankz-verification" content="dNwLg3JRkGsZa2mn"> Farmany-E Rasool - Musharraf Wakeel

Musharraf Wakeel

WELCOME On Website

Advertisements

test banner

Breaking

Home Top Ad

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Responsive Ads Here

Friday, March 1, 2019

Farmany-E Rasool

Hazrat Muhammad (S.A.W) ne farmyia
                  Mera sab se Paseendida Phall Kajoor hai
Hadees:
              Hazrat Muhammad (S.A.W) jab b Khutba dety tu Kajoor k Tanny k saath
Take lga kr Khutba dety hain Ahista Ahista Log zayda ho gy tu Logo ne Kha
Allah k Nabi jab ap Khutba dety hain tu Pichy Hummy ap Nazar nahi aty
Agr Ap khy tu Hum Ap k liye Mimber banwa dety hain ap Mimber pe
Beth k Khutba dia kry
                           Allah k Nabi ne Kha teak hai
             Jummy k Din ap Khutba Deny Ghr se Nikly jesy he ap Kajoor k Tanny k pass se ho kr
Mimber ki janib Tashreef le gy tu Kajoor ka Tana Siskioon k saath Rony lga
Kajoor ka Tana Mery Nabi ki yaad mein Bachy ki thrana Royia
Ap (S.A.W) ne kha sabar kr chup ho ja Log zayda hain mein Logo ko pichy nazar nahi ata  or Tany ko Seeny se lga kr rha  Meri Judai bardasht kr le
                                                            OR
          mera Tujh se wada hai mein tuje Janaat ka Darakhat banwa deta hun
                       or usi waqat zameen phatii or Kajoor ka  Darkhat Zameen
mein Dans gya or Janaat mein Pohnch gya
Kajoor Ramazan mein Har ghr mein istmall ki jati hai
or kajoor se Log apni iftari ka ehtmaam krty hain
Kajoor Allah ki bohat bari Namiat hai
or mery Nabi ne Farmyia:
                              Subha k Nashty mein Kajoor ka istmaal kia kro
     Kajoor pait k Jarasimoon ko saaf krta hai
Kajoor Dil ko B Taqweet deti hain Dil ko Mazboot keti hain
Nazla Zukam Bukhar mein Kajoor Bohat Faida mand hai
Jisam mein Taqaat ka Sabab b banti hai
kamzoor Hadioon k Liye bohat he Faida mand hai Kajoor
blood pressure ko Control krti hai
                Aksar Insan jab bimar par jata hai tu kafi arsa bimar rehny k bad kud mein
Kamzoori feel krta hai tu Kajoor insan ki kamzoori ko door krti hain
zehni dabaoo ko door krti hain
Cancer se bachati hai Kajoor.

2 comments:

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages