"rankz-verification" content="dNwLg3JRkGsZa2mn"> Health Tips - Musharraf Wakeel

Musharraf Wakeel

WELCOME On Website

Advertisements

test banner

Breaking

Home Top Ad

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Responsive Ads Here

Wednesday, March 6, 2019

Health Tips

Fast Food K Nuksaanaat
                              ,,
           Humari young generation or Families Fast Food ko bohat Ahmiate deti hai
or Specially Raat ko Dost or Families Fast Food ka Ahtmaam krti hai
                         
                                    Burger shawarma and Etc sab Nuksaan hai Humary Liye
        Fast Food Khany se insaan mein Jigr ki Bimari La-HaQ hoti jati Hai
suru suru mein insan in Cheezoon se lutuf tu Uthata hai lykin usy ye nahi pta hota
wo kud he apni jaan Dushman ban raha hai
Bazari khany bohat he nuksaan Da hain hum sab k liye
Shawarma mein jo goshat hota hai pta nahi kitny din Purana hota hai
hum tu bina jany khana suru kr dety hain

Fast Food insani Jany nigal raha hai
          Hum sab ko in Cheezoon ko Khany se Guraiz krna chahiaye
Specially Hotels ka jo khana hota hai us ko khany se guraiz krna chahaiye
Hotels mein jo Goshat or Masala Jaat kafi arsy se pry hoty hain
or Recently kafi jaani Nuksaan hova hai bahir ka Khana khany se
Hum sab k ghr mein har Cheez hoti hai phir b hum bahir jany ko targeeh dety hain
Janty hovy b ye humary liye nuksaan hai
               K is se humari jaan b ja sakti hai ya koi bimari La HaQ ho sakti hai
 
 Khudara Apni Jaan ki Hifaazat kry Zindagi ALLAH ki bohat bari naimat hai
Zindgi bar bar nahi milni
Apny ghr mein pakay or Mazy se khayy

Fast food mein koi b vitamin nahi hota insan sirf apny Zaiqa k liye kha leta hai
Fast food mein sirf or sirf  Nuksaan hai

Vitamin wali cheez khay jis se ap k jisam ko faida ho
mien ne aj tak nahi aysi cheezy khai
agr kabi khai hun gi tu thori C
mery dost bahir se mangwaty hai or shoq se khaty hain
lykin mein nahi mangwata or na he muje Fast food  pasand hai
fast food se acha sabzi ko tarjeeh den
green sabzi khayy
ta k ap k jisam mein taqaat tu pohnchy or Vitamin tu ap k jisam ko mily
 Jaan hai Tu Jahaan hai

Kud b Fast food se door rahy or Doosroon ko b Fast food se Door Rehny ka
 Mashwara den








No comments:

Post a Comment

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages