Aaj k Daour mein Hum sab apny Bachoon ki Shahdi Dhoom Dhaam se krty hain
Lakhoon Rupy karch krty hain Be Fazool Rasoomat per
ye Sab Rasoomat Hindu's ki hain jo k har Muslmaan k ghr mein Aam ho gi hain
lykin Islam mein is ki sakhat mumanaat ki gi hai
Hadees
Humary han Daheej ka bohat Rawaaj ho gya hai
Or ye Rawaaj Maa Baap ki jama punji ujaar k rakh deti hai
agr koi Larki apny saath Daheej nahi Lati tu Susraal waly usy bohat Tang krty hain
tum ye nahi le kr i tum ye nahi le kr i (ETC)
Daheej Aik buri Lanaat hai
aaj k Daour mein Khai Larkiyaan Sirf Aik Daheej ki wja se Apny Maa Baap k Ghr mein Behti hain
or jin ki Shahdi ho gi hai un ko Tany sun'ny ko milty hain
ye hal hai Humry Hasil kiye hovy illam ka
Hum sirf illam hasil krty hian future mein uncha muqaam hasil krny k liye
unchi post hasil krny k liye
agr hum ye soch kr illam hasil kry k dosroon k saath kesa bartaoo krna hai tu hum
achy ikhlaaq k mahir Ban jaye
Gareeb maa baap apni beti ko shadi pe Daheej deny k liye Qaraz utha lety hain
sirf is liye k Humari beti apny ghr mein khush rahy
Daheej kya hai
us Baap se Pochna jis ki beti ki shadi per zameen b Chli gi or Beti B
jo Log Shadiyoon per Jaheez mangty hain un Logo ko Chahiaye Ramzaan mein
Zukaat B mangy
kiyou k Faqeeron ka Haq banta hai
Daheej ka Lena or Dena
ye Dono Hindu ki Taleem mein hai Islam main nahi hai
Allah Sab Betioon k Naseeb achy kry
Ameen Sumameen
No comments:
Post a Comment