Hazrat Muhammad (S.A.W) ne Farmiya
SADQA dia kro kiyou k SADQA musibtoon ko Talta hai
Poetry
Allah k diye mein se Dia kro
Tum ne Kon sa Apny Pally se Dena hota hai
SADQA dena Afzal Tareen Amal hai
1 SADQA AZAB-E- QABAAR SE NAJAAT DETA HAI
Hazrat Muhammad (S.A.W) ne Farmiya SADQA bilshuba QABAR ki
Garmi se Nijaat deta hai or QABAR ko hamesha Thanda Rakhta hai
Hum Sab ka Akhri ghr QABAR hai Hummy apny akhri ghr ko Thanda rakhny k liye
Sadqa dety Rehna Chahiaye
(Jo Mall Daar Tabqaa SADQA wa Zukaat nahi deta
Tu Gareeboon ki Batiyaan Nillam ho jati hain)
2 SADQA GUNAHOON KA KAFARA HAI
SADQA deny se humary Gunaoon ka Kafara hota hai
hum SADQY k zariye se ALLAH ki makhlooq pr kharch krny se humarry Gunahoon ka
Kafara b hota or ALLAH hum se Razi b Ho ga
SADQA Gunahoon ko is thrana khtam krta hai jesy Pani Aagh Pani ko Bujhata hai
3 MEHSHAR MEIN SADQA SAYIAA HAI
Hazrat Muhammad (S.A.W) ne farmyia
Har Insan Roz-e-Mehshar mein apny
SADQY k saayy Tally ho ga
(Dua b ek Sadqa hai)
4 SADQA BARAY NAJAAT
Hazrat Muhammad (S.A.W) ne Farmyia
SADQA ALLAH k Gzaab ko thanda krta hai
or Buri Mout se bachata hai
ALLAH sadqa deny walo se Razi hota hai
(Jis ne ALLAH ko Razi kia us ko Dunyia mein b Faida ho ga
Or Akhraat mein B)
INSAN k pass 3 Thrana ka Mall hota hai
1 kha kr khtam kr dia
2 pehn kr Boseeda kr dia
3 apna SADQA wa Zukaat de kr Akhraat mein bejh dia
HAZRAT MUHAMMAD (S.A.W) NE FARMIYA
2 Admioon ki Sullah krwana SADQA hai
kisi ka saman utha kr us ki madad krna SADQA HAI
Rasty mein se kisi Cheez ko Hatana SADQA hai
Namaz ki Trf Uthny wala Qadam Sadqa hai
Post Top Ad
Responsive Ads Here
Saturday, February 23, 2019
![](https://1.bp.blogspot.com/-7Kd9qaiRHuA/WaEtZyc70TI/AAAAAAAADsA/7WUYBVoY-UwwjdEP3kDFPvH9htN0dDKgQCLcBGAs/s1600/demo-image.jpg)
Tags
# Tib-e-Nabvi
Share This
![Author Image](http://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEj1y-oBmj5eXvN8p7SfON3OfQhk-TdPks_NBQ0MPudoyYy0dRnW1dyWcmDlAZggrLoD4dtnPRNw6ihhKO2HRYU6-yS5yGgFP1HfZGkwCTA2ZjJiOOttSz-ConbQoHUarrg/s220/musharraf+wakeel.jpg)
About musharaf wakeel
Tib-e-Nabvi
Marcadores:
Tib-e-Nabvi
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Post Bottom Ad
Responsive Ads Here
Author Details
Templatesyard is a blogger resources site is a provider of high quality blogger template with premium looking layout and robust design. The main mission of templatesyard is to provide the best quality blogger templates which are professionally designed and perfectlly seo optimized to deliver best result for your blog.
No comments:
Post a Comment